Arz kiya hai
Taaro se poocho, unhonein jhilmilaana kyun chodh diya
Patto se poocho, unhonein sarsarhaana kyun chodh diya
Khuda kare Gulaab ki kaliyaan kal yeh na keh de
Ki lo, aaj-se humne bhi mahekna chodh diya
*****
Anishchaytaa zindagi ka woh ang hai
Jise chaahkar bhi hum alag nahi kar sakte
Bas rab se sirf dua kar sakte hai
Ki ek din woh khud hi asli chehra dikha de

4 Comments:
taro sada jhilmilaate rahenge, pato sarsarhana,
aur ummeed hai aap bhi muskuraana
:-)
wah wah wah wah...
masha allah... or shud I say
mashya aalya!! :P
wah wah... wah wah....subhanallah...
@praveer: hindi ki toh maar di :-P
Par mesg received, ACK! :-)
@sumedh: Tasleem!
Btw, ghaati ka ghaati hi rahega ;) (No offense, peace!)
@green-eyed goblin: Shukriya begum saheeba!
Post a Comment
<< Home