Wednesday, December 28, 2005

Aaj main oopar...

Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche

Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudugudi
Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudugudi
Sambhaloon gir padoon
Arre arre arre arre arre tauba kya karoon
Chaloon seedhe ki ulti chaloon

Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda Ab main kya karoon
Sar ke bal ya kadam se chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche

Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
Main bhi ter sangIn lehron pe chaloon
Sar ke bal ya kadam se chaloon

Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon
lalalla...

~ Khamoshi

7 Comments:

Blogger SOO-BEER said...

Aren't u in India?????
Why are you wasting time on writing blogs or for that matter connecting to the net?

Forget about all this and just njoy !!! :)

12:57 PM, December 28, 2005  
Blogger mtalpz said...

sal...yeh kya hain?? time barbaad mat kar!! u could have instead pasted a link to this song ;)
HAVE FUN!

5:47 AM, December 29, 2005  
Blogger Ess said...

ye gaane ka idea, plane mein thi tabhi aaya hoga naa...aaj main upar, aasmaan neeche :)

4:20 AM, December 30, 2005  
Blogger Praveer said...

originality ka zamaana hi nahi raha. next you will be saying that bhansali was "inspired" by your song.

2:46 PM, January 05, 2006  
Blogger Ess said...

jadye...bhansali ko idea kyon aayega??? original song ke lyrics usne nahi likhe hain...majrooh sultanpuri ne likhe hain.

apne funde seedhe kar pehle...fir phd karna.

5:23 AM, January 12, 2006  
Blogger Joy Ghosh said...

i dont think sal typed & did "time waste"

i think she just went to the link and did "copy paste"

aur aloo vaadi bana kya???

8:35 PM, January 16, 2006  
Blogger Vivek said...

busy girl .. expected to see a few more entries ..

11:36 PM, January 31, 2006  

Post a Comment

<< Home